A collection of poetries / shayaris..
Uljhan hai ke naadani bhali, ya hai samjhdari behtar?
Aankhein jab khuli, kaee chehre azeez na rahe.. -- k.s.
Mere marne ka gham kisiko ho na ho..
tanhai zaroor royegi, ke mera saathi mar gaya.... -- unknown.
Bhatakti hai hawas, sone ki dukaano me...
Gharibi kaan chhidwati hain, tinka daaldeti hain.... -- Munawwar Rana
bohot keemti hain Tahurbe, yeh zindagi me badi seekh de jate hain,
azeez hain mujhe woh log, jo tohfe me Tajurbe diya karte hain. -- k.s.

No comments:
Post a Comment